namaskar doston, aapko sunkar Ajeeb lagega ki xiaomi ne apni yu 7 EV car ko launch Kiya Hai xiaomi ki yah Kafi Kamal ki gadi hone ja rahi hai. Iske andar Hamen kam se kam 835 kilometer ki range dekhne Ko Mil sakti hai aisa Swami ka Manana hai aur yah wali gadi vah bahut hi kam price ke andar launch Karega yani Kareeb Kareeb 30 Se 3500000 Ke Andar andar.
ab xiaomi ki ek gadi China Mein launch hui thi lekin abhi tak Bharat mein launch Nahin Hui Bharat mein launch hone ke liye Shammi ko lagta hai abhi bahut jyada time hai Baki vah apni Pahli gadi Bharat mein kab laega Uska Hi Abhi Kisi Ko Nahin Pata To Nahin gadi Jo usne Vayu Sevan nikaali Hai vah kab tak Bharat ke andar launch Karega.
doston aapko Bata Den Ki xiaomi ki yah electric gadi China Mein launch Hogi aur iski speed kam se kam 250 kilometer Prati ghante ki Raftar se batai ja rahi hai ya ho sakta hai ki usse Bhi Jyada ki ho lekin abhi tak to 250 kilometer per hour ki speed hi Samne Aaye Hai
is Gadi Ki kimat Ki Baat Karen To Hamen kam se kam yah ₹3000000 ya FIR 3500000 tak ki range mein yah dekhne Ko Mil Jayegi. Bharat mein abhi Koi Aisi company Nahin Hai Jo is price range mein Itni Tagdi range De sake.
vaise yah China ki Har gadi Kamal kar rahi hai jismein se sabse Jyada naam BYD kar ka hai Kyunki vah gadi 5 minut charge hone per 500 kilometer ki range karne ka Dawa karti hai apne naye fast charging ke sath To Aise mein aapko kya lagta hai ki xiaomi vahan per khada ho payega ya nahin Kyunki vah bhi China se hai.
aapko kya lagta hai doston aap apni Rai Hamen niche comment Mein batao Ham Dobara Mulakat Karenge aapse.
Jay Hind Jay Bharat