Namaskaar Dosto,
Friends kiya apko pata hai ki Petrol Diesel and CNG gadiyo pe ban laga diya gya hai, is baat me kitni sachayi hai or kiya hai pura mamla aayiye detail me apko samjhate hai. Dosto Govt. ne puri tarah se ban nhi lagaya hai or ek New EV policy aayi hai.
Table of Contents
Kiya Petrol Diesel and CNG vehicle ban ?
Friends aisa nhi hai ki sadak ke upar bilkul hi ban ho jayengi gadiya ya fir Bike, abhi ke time pe Diesel car ko 10 year tak ki hai or wahi baat kare petrol car ki to unko 15 year tak ka RC registration validity di jaati hai, or yhi same CNG ka bhi hota hai.
Lekin aise me sawal uthata hai ki kiya ab se Bharat ki rajdhani Delhi me nhi chalengi Petrol Diesel and CNG Vehicle, to dosto ye sach nhi hai abhi jin Gadiyo ke pass RC registration validity bachi hai vo gadiya to abhi bhi new delhi me chalegi.
Jese ki kisi A person pe ek Gadi hai or vo 2020 me kharidi gyi thi to vo gadi 2030 me bekar ho jayegi, us gadi ko apko fekna padega ya fir scrab me dena padega.
Kab se New Petrol Diesel and CNG ka Registration band
Friends, ab Govt. ne new EV policy leke aayi hai lekin yadi vo ye petrol diesel ki gadiyo ko ek dum se ban lagate hai to badi badi car company ko nuksaan ho skta hai kiyuki unhone to apni Car already banake rakhi hui hai. Ab un badi Car me TaTa motors, hundai, maruti, Mahindra, etc. Ye sabhi badi badi company ko bahut bada nuksaan ho skta hai lekin ya pe Govt. ne in company ke paksh me ek badiya si suvidha de di hai.
Friends, Govt. ne bola hai ki 15 August, 2025 tak aap new registration kar skte hai RC ka lekin uske baad koi bhi new RC registration nhi hoga. To jin bhi logo ko petrol car kharidni hai to vo 15 August, 2025 se pehale lele nhi to baad me vo nhi le payega.
Doston Aise Mein Ek baat uth kar Aati Hai Ki kya Bharat Sarkar Ne ise hi kya ya FIR yah bahut jyada galat Kiya Kyunki badi badi gadiyon ki company ko bahut bada nuksan ho sakta hai. Aur kahin na kahin EV electrical gadiyan abhi Itni bhi Saksham Nahin Hai ki unko ekadam se Badla Ja sake Petrol Diesel and CNG gadiyon mein.
kiya disadvantage hai EV Electrical Vehicle ke
Friends is baat ka jawab dena bahut hi jyada simple hai Kyunki aap Sabhi Jante Hain Ki Ham evre electrical car ko Highway ke upar Nahin Chala Sakte aur uska Bada Hi simple Sa reason hai ki unke andar Itni mileage Nahin Hoti.
Abhi aajkal Kuchh gadiyon ke andar bahut अच्छे-अच्छे Mile ja rahi hai jaise ki 500 kilometer 400 kilometer ki range vah provide karvati Hain, lekin Agar Hamen 500 kilometer jana hai aur gadi Highway ke upar 500 kilometer ki range na dekar ke 350 kilometer 400 kilometer ki range Deti Hai,
to aise me gadi ko charge karna padega aur charging station abhi Har Jagah Hai Nahin aur chalo man bhi le ki charging station Har 100 kilometer ki Duri per hai, To Bhi aapko time lagega bahut jyada Kyunki gadi ko charge hone ke liye 7 – 8 ghante chahie aur uske Sathi Agar usmein fast charging ki bhi baat karen to 3 ghante Se Lekar ke 4 ghante to chahie.
Kahin na kahin EV electric kar ke andar aapko yah dropback to dekhne ko Padega, ab petrol ya FIR diesel kar ke andar kya hota hai ki aapane turant petrol bharvae aur aap chal Pade Yahan per vah Kami aapko Khalegi bahut jyada. Aise me Petrol diesel and CNG ko ban karna shi nhi bhi lagta hai ya fir Govt. Petrol diesel and CNG me se CNG ko to chalne dena tha, Apko kiya lagta hai ?
❣️Aise hi Latest Technology Update dekhe Morning 8 Am (New Delhi, India) Time. Please Visit
My Tech Flip ❣️
Doston yadi aap Technology Ki Duniya Mein interested ho to aap yah Hamara artical pad sakte ho ummid hai ki aapko bahut Achcha lagega Baki aapko Koi Bhi sujhav Ho Hamen niche comment Mein Jarur bataen aur Hamari website ko follow karna na Bhule.
Aap humse comment me question kar skte hai or aap humse Facebook ya Instagram pe Direct SMS karke baat kar skte hai
Facebook: https://facebook.com/MyTechFlip.in
Instagram: https://instagram.com/PrateekYadavLive
Dosto agar apko ye Blog pasand aaya or hamari suggetion pasand aayi to app hamare is blog ko please subscribe kare or niche ye article aap read kar skte hai.
- Will Trump’s 50% tariff affect electronics made in India which are already American companies?
- Rahul Gandhi Reborn – New Tone, Focus, Bold Parliament Floor Style
- iQOO 13 5G – Should we buy or not ?
- India’s Response to Trump’s Tariffs – Trade Become Drama
- Which language is best suited for your blog – Hindi, Hinglish or English?