namaskar dosto, Aaj Ham baat karne wale ki aap kis tarike se apni Guppy and Molly fish ko care kar sakte ho kis tarike se aap Inki dekhbhal kar sakte ho beginners se main aapko bataunga Jab aap fish ko khareed ke late ho Tab Se ful
doston Ham logon ko bahut jyada Shauk hota hai ki Ham fish ko apne ghar mein rakhen unko pale aur Dekhen Unka Khyal rakhen to Jab aap Bajar jaate ho aur Agar aapka man hota hai fish kharidne ka aur aap Agar winner Ho aapane Kabhi Bhi Koi fish Nahin Pali to aapko shuruaat Karni chahie Guppy fish ke sath.
doston Jab aap market se Guppy fish Molly fish ko khareed ke late ho to aapko Ek chij Dhyan mein rakhni hai kharidte time ki bimar fish mat uthana Koi sabse pahle fish ka condition check karna Uske bad hi aap Lekar Aana.
Fish ka condition kaise check Karenge dekhna ki fish बार-बार Jameen per na Baithe fish बार-बार Upar Ki Taraf Na Jaaye Agar vah Aisi Karti Hai To iska matlab vah Kahin na kahin bimar hai aur is tarike ki fish aap Koshish Karna Ki Na hi Lana Kyunki aap beginer ho agar aap expert Hote To aap La Sakte the dekhbhal karke unko Sahi kar sakte the but beginner Mein Pahli bol dena Ki Main first time khareed raha hun Thodi Si healthy fish leke aana
Agar Kuchh Jyada Badi fish Hui Guppy fish ya FIR Molly fish to ho sakta vah pregnant bhi ho aur vah jaldi se aapke ghar mein bacche De De Kyunki yah fish Ande Nahin Deti direct aapko yah baby Deti Hai.
Jab aap apna fish tank acche se set up kar lo to aapko pahle pani dalna hai Pani agar aap tap water use karte ho to aapko anti chlorine Namak liquid Pani Mein dalna Hai isase Pani ke chemical khatm Ho Jaate Hain aur kisko Jyada dikkat nahin aati hai.
Uske bad Apne tank mein jyada Bhari Nahin balki Ek Halka Sa filter Lekar Aana jismein pressure Jyada Nahin Ho. Aap ya to sponge filter ka use kar sakte ho ya FIR aap ek Chhota Sa power filter Lena Jiska pressure Jyada Na Ho Ya FIR aap hangout filter Le lena.
Aisa karne ke bad kam se kam ek se do Ghanta Pani ko filter hone dena Aisa karne se Pani acche se normal ho jaega aur jo anti chlorine chemical aapne dala tha vah Pani Mein Ghul jaega.
Iske baad Jo fish plastic bag ke andar Lekar Aaye Ho uske sath hi vah Pani Mein Dale the na direct fish Pani Mein mat dalna aur 10 minut bad aap packet ko kholna aur kisko Pani Mein Jaane dena.
Aisa Karne Se Tujhko temperature Shauk Nahin lagega aur Tujhko hi Khushi Pani Mein tairne lagengi Ek baat Ka Dhyan Rahe khane mein aap Rishte Dane Dena Jo market Mein Aate Hain Ultima ke naam se ya FIR aap Ande ka Pila Pila Jo Hota Hai Na Jisko Ham egg yolk bolate hain vah aap fish ko Dena but Jyada mat dena thoda thoda Dena Agar 10 fish hai to 15 se 20 Dane bahut hain.
Hafte Mein kam se kam 10% ya FIR 20 percent Pani change karna isase Jyada Pani change mat karna aur Yad Rahe Pani Jab Bhi change Karoge 3 se 4 Boond antic chlorine ki Jarur Dal dena.
Iske bad doston Rahi Baat oxygen ki to Guppy fish ya FIR Molly fish aapka bahut hi aasani se Bina oxygen Ke Bhi Rah sakti hain lekin Inko oxygen chahie Kyunki aap beginer ho aur aapane plant Nahin Lagaya hoga oxygen Dena bahut jaruri hai to Dhyan Rahe oxygen ke liye to pump Le Lena ya FIR aapke sponge filter se mast oxygen uske andar Hota Rahega.
sponge filter air pump ke sath kam Karta Hai To Jab aap fish Kari to sponge filter ke sath air pump jarur le le yah aapka Pani saaf bhi rakhega aur aapke Pani ko ganda bhi nahin hone Dega Jyada Hulchul bhi nahin Hogi fish ko problem bhi nahin Hogi aur sab Kuchh Mast ekadam Mast.
khane ke bare mein maine aapko Bata hi diya hai aur han Har mahine aap apne tank ko saaf karna Dhyan Rahe tan ko saaf karne ke liye Kuchh equipment bhi Aate Hain vah Le Le ya FIR Ek form Le aur form se Andar Ka Shisha Bade aaram se saaf Karen Dhyan Rahe Jyada Teji se hath na chalayen.
Dheere Dheere Haule Haule aap Jab is phone se pura Shisha saaf kar lenge Uske bad Africa ko Kuchh der ke liye chalne Den aur filter Ke Andar Ka Jo sponge hoga aapane jo bhi filter liya hoga uske andar Ek sponge hota hai usse aap ek bar Pani Ke Niche wash kar le Dhyan Rahe acche se wash Mat Karna sirf iski potty vagaira hat Jaaye itna hi wash karna Uske bad Wapas filter Mein laga dena aur filter ko chalne dena.
bus Aisa karne se aapke fish bahut long life giyega Agar aapka face बार-बार Jameen per baith raha hai ya FIR usko fungus lag raha hai to Ek anti itch Naam Ki medicine aati hai aap isko use kar sakte ho Jyada mat dalna thoda Sahi dalna 10 litre Pani Mein aap kam se kam Ek ml Dal dena aapka FIR theek ho jaega aur yah treatment Din Mein Do Bar karna Ek Bar Subah drop dalna Ek Bar sham ko drop dalna aur Aisa do din karna lagata jab tak fish ka fungus Gayab Na Ho Jaaye.
aap isko direct Pani Mein Bhi Dal sakte ho ya FIR aap apne Hospital tank alag se banaa sakte ho. Iske Sathi Pani Mein pressure Jyada mat rakhna to fish mast tarega Kyunki yah Chhoti fish hoti hain Inko Jyada pressure ki jarurat Nahin Hoti aur Aisa karne se pure tank mein ghumenge.
Baki doston aapko Jankari kaise lagi Humko niche comment Mein Jarur bataen Ham men Technology ke upar articles dalte hain aur YouTube ke upar videos bhi banate hain Agar aapko Kisi website ka Sach Janna ho kya arning website aapke sath Dhokha kar rahi hai ya FIR how Tu on Mani Mein Kuchh website aapko loot rahi hain unke Liye Main aapko asali Sach banaa karke de sakta hun Technology ka regarding Kisi Ka doubt ho to aap Hamen niche comment Mein likh sakte ho ya FIR Hamen Instagram ya FIR contracters per jakar Mel bhi kar sakte ho thank u.
❣️Aise hi Latest Technology Update dekhe Morning 8 Am (New Delhi, India) Time. Please Visit My Tech Flip ❣️
Doston yadi aap Technology Ki Duniya Mein interested ho to aap yah Hamara artical pad sakte ho ummid hai ki aapko bahut Achcha lagega Baki aapko Koi Bhi sujhav Ho Hamen niche comment Mein Jarur bataen aur Hamari website ko follow karna na Bhule.
- Will Trump’s 50% tariff affect electronics made in India which are already American companies?
- Rahul Gandhi Reborn – New Tone, Focus, Bold Parliament Floor Style
- iQOO 13 5G – Should we buy or not ?
- India’s Response to Trump’s Tariffs – Trade Become Drama
- Which language is best suited for your blog – Hindi, Hinglish or English?